Saturday 19 January 2013

Dil se tera khayal na jaye !

Dil se tera Khayaal na jaye to main kya karun ?
Tu hi bata tu yaad bahot aaye to main kya karun ?
Hasrat ye hain ke ek nazzar dekhlun tujhko….
Magar Qismat wo lamha na laaye to main Kya karun .


No comments:

Post a Comment